Freedom University

High-Tech, High-Touch For Your Higher Education

Insan jab khud ko apna aur apnay gher waloun ka razaq samjhnay lagta hai to bhatak jata hai. khadshaat os kay vajoud rouh aur qalb-o-nazar ka gehrao kar laitay hain. her aglay pal ki bhouk ka khouf aur dar ossay sakoun nahain lainay daitay. phir os ki halat pagal kottay ki manind ho jati hai. her jaez aur na'jaez harbay ekhtayar karkay jama karnay lagta hai. ossay auroun ki bhouk ki qatee fikr nahain hoti. oon say chintay aur oon ka haq dabatay bora mehsous nahain hota. woh apnay es fail ko apnay hawala se darust aur haq samjhta hai. os ka yah andaz aur rovaeya samaaj main kharabi, bai'chaini bai'insafi aur baad'onwani ka sabab banta hai. os ki jama kar lainay ki havas os ka hath nichay rakhti hai.

jo log awal ta'aakhir Allah ko razaq samjhtay hain onhain na aaj ki aur nahi kal fikr hoti hai. Allah par yaqein oon ko ghani bana daita hai aur oon ka hath hamaisha opar rehta hai.

Views: 13

Reply to This

Badge

Loading…

Events

© 2025   Created by John Santiago.   Powered by

Badges  |  Report an Issue  |  Terms of Service