High-Tech, High-Touch For Your Higher Education
aap k mohtaram ilm k liay arz kar doun Hindustani (Hindu+Urdu) donya ki dosri sab se ziyada boli jane wali zoban hai. mein ne 40 saal tehqeeq ki hai. donya ki koe zoban apne lisani system k hawala se itni jan'dar nahain jitni yah hai. hakam ki zoban hona koe fakhr ki baat nahain. yahaan unani arbi farsi pakhtoun waghera waghera aa'ay kahaan hain woh sab? eak din yah b nahain houn ge. yah zoban os waqt bhi zinda ho gi. lipi badalne se kya hota hai. hum sab Hind bin Haam bin Nouh ki santanta hain. essi se lafz Hindustan (Hind'santan) bana hai. yah zoban os dour se chali aati hai.sami lafz bhi es main aa'ay hain likin samioun ke haan bhi to Hindustani ke alfaz baramad howay hain. japan jap se hai amrika main ka, ka lahqa hamare haan ka hai maslan paraimika, anomika, devika, kamolika waghera. lafz arb bhi hamara hai jab yah surat hai to hum kayoun kam'tari ka shakar houn aur ba'daisi zoban ko apni zoban par tarji dain? agar es zimun main koe baat karnay ka khaesh'mand ho to main her waqt hazar houn.
Tags:
© 2025 Created by John Santiago. Powered by