High-Tech, High-Touch For Your Higher Education
1. Allah ke khouf se girnay wala aansu;baishak chota hi kayoun na ho,laikin es main itni taqat hoti hai kah wo samandar ke barabar
gonah mita sakta hai.
2. sadqa bala ko kha jata sawa'ay os ke jo nikah main aa jati hai.
3. sona tha hum ne logoun se
mohabbat cheez aisi hai chupa'ay chup nahain sakti.
yah aankhoun main chamakti hai
yah cehroun pe dhamakti hai
yah lehjoun main khanakti hai
diloun ko rolati hai
ratoun ko jagati hai
agar yah sab sach hai to phir
Allah se hum ko bhala kaisi mohabbat hai
na aankhoun main chamkti hai
na chehroun pe dhamakti hai
na lehjoun se khanakti hai
na diloun ko rolati hai
na ratoun ko jagati hai
to yah kaisi mohabbat hai?
to yah kaisi mohabbat hai?
4. bacha: papa jab aap aur mamma honey moon par ge thay to mein
kahaan tha?
papa: baita jate howay mairay pas aur aatay howay apni mamma ke pas.
5.dost ho ya parinda;
ossay aazad chour dou,
agar laut kar aa gya to tumhara.
6.hamaisha apne Khaliq se maango
jo de to Rehmat na de to hikmat.
makhlouq se mat maango
jo de to ehsan na de to sharmindgi.
7. short but fantastic advice.....................
os shakhas ko hamaisha khush rakho jissay aap rouz shishay main
daikhte hain.
8. sardar roti kha eak tokra khud aur dosra murgi ko khala raha tha.
dost: yah kya kar ra'ay ho?
sardar: hum khandani ameer hai her roaz chichen ke sath roti khatay hain.
9. ishq jis ko talaaq de de........os ki sari umr iddat!!!
10. Friend and medicines play the same role in our life as both take care of us in our pains but the difference is that "good friends don't have an expiry date like medicines.
poor is he who has no friends.
1`1. kuch log maire es donya main khush'bu tara hain..... mehsous to
hote hain laikin dikhaee nahain daite. (A.A.Naqvi)
12. piyaray dost
hamaisha hanso,
moskarao,
khoub pait bhar khao piyo,
kya pata
kal
..
...
....
.....
daant houn ya na'houn.
13. sardar to his son: oay toun shaiar da potar aein tay o shaiar mein aan.
son: papa sakool main miss bhi yahhi bolti hai kah tu kisi janwar ki oulad hai.
14. bivi: bakre ki zoban pakki hai khao ge?
khawand: mein monh se nikli hoee cheez nahain khata.
bivi: to phir anda bana doun.
15. what is similarity between marriage and 11.59 (PM)?
jawab:donoun ke baad din badal jatay hain.
16: great truth:
Tears do not come when you miss a person but they come out when you
don't want to miss a person.
17. When you focus on problems, you will have more problems but when you focus on possibilities
you will have more opportunities.
18. A phone conversation:
Lady: I think you are father of one of my children.
Man: o’ my God! Are you Mariya?
Lady: No
Man: Sara?
Lady: No
Man: Sadaf?
Lady: (in total confusion) No Sir, I’m class teacher of your son.
19. Yah qoul Hazrat Ali (AS) say mansoub hai:
Ikhtiyar taqat aur dolat milnay par log badaltay nahain bal’kah bai’niqaab hotay hain.
20. Amrika main bistar ka takya othanay say dollars nikaltay hain. India main bistar ka takya othanay say sinma kay tikat nazar aatay hain jab’kah Pakistan main bistar ka takya othanay say hath kay punkhay nazar aatay hain.
Geo Pakistan
21. Eak din mein nay os kay badlay howay lehjay aur bigray howay taiwar daikh kar es ki wazahat chahi.
Os nay jawabun kaha yah sab daikh kar kisi wazahat ki zarourat baqi hai?!
21. Larka: agar moqa mila to mujh say shadi karo gi?
Larki: agar moqa mil giya to shadi karnay ki kiya zarourat hai?
22. Yah qoul Hazrat Ali (AS) say mansoub hai:
Khuda say jab bhi dua mango to Moqadar mango, aqal nahain kayoun’kah mein nay bohat say aqal waloun ko moqadar waloun kay dar par daikh hai.
23. Pathan larki se: humara dil main aa jao
Larki ghussay se: otaroun chapel kya?
Pathan: pagli aise hi aa jao masjid tthori hai
24. A qualified MBA marketing student married a girl: after one year of married life he got angry and sent a note to his father-in-law: your product is not according to my requirements.
The smart father-in-law replied: one year warranty expired. Company is not responsible.
25. Aqal’mand admi jab koee khass aur ahum faisla karta hai to apni aankhain band kar laita hai, bohat sochta hai, apne dil ki sonta hai, apne waldain aur behan bhaioun se ra’ay laita hai, apna damagh use karta hai aur aakhir main wohhi karta hai jo os ki bivi kehti hai
26. A good cook could cook well.
Try to read it fast…..in the end you will feel like a hen.
27. Jahan roti mazdour ki ojrat se mehngi ho ja’ay wahan dou chizain sasti ho jati hain:
Ourat ki izzat aur mard ki ghairat
(salahudin ayubi)
28. Once a wise man was asked: what is meaning of life?
He replied: life itself has no meaning, life is an opportunity to create a meaning.
29. Tarasta hai dil kisi ki sada ke liay
Tairi mohabat tairi wafa ke liay
Hum aur kuch nahain mangte tum se
Bas,
Masjid ke lotay wapis kar de khuda ke liay
30. We strongly condemn slaps on the face of a teacher in sindh by wahida shah MPA (PPP)
Its not only worst insult of a teacher but Pakistan and humanity.
Where are the human rights activities?!
Where is civil society?!
Where is government?!
Where is judiciary?!
Where is media?!
Where are parents?!
Where are students?
31 Masi: putra mainoun othay dafnana jithay her waylay lokein aande jande rehain.
Putar: GT rod tay na dafna daieay qabar di qabar jump da jump.
32. 6 chizain qismat waloun ko milti hain:
33. Judge:
Order
Order
Order
Pathan: ek bargar
2 chicken
Ek cold drink
Judge: shut uo
Pathan:no shut up
Only 7 up
34. Agar computer system Punjabi main hota to
Welcome ji ayaan noun
Ok aho
Send: ghalo/sato
Download thalay lao
Delete mitti pao
Search labo
Run nasso
syntax error dur fitaimounh
cntrl alt del siyapa ee mokao
35. Double meaning
Girl: aaj office jatay hi boss mujh par char giya
Friend: kayoun?
Girl: mein late gaee thi na
36. Pakista ka qoumi phal sabr
Qoumi kaial kudkush hamla
Qoumi fashion mazakraat
Qoumi dua ya Allah bijli aa ja’ay
Tags:
© 2025 Created by John Santiago. Powered by